Education Does Not Mean Good Judgement - iTMasterSupport.Tk

Welcome To iTMasterSupport ! In This Website You Will Know About All Latest Update Tips And Tricks About Facebook, Computer, Mobile, Web, Android, Food, ...

All Type Of Tips And Tricks

Thursday 8 March 2018

Education Does Not Mean Good Judgement

Education Does Not Mean Good Judgement:-



Hello friends mai Vishal Rawat aaj apke liye Robin Sharma ki story "Education Desh Not Mean Good Judgement" bta rha hu.

ek aadmi sadak kai kinare samose bech rha tha. anpad hone ki wajah se wah akbar nahi padta tha. ucha sunne ki wajah se radio nhi suntha tha, aur aakhe kamjor hone ki wajah se usne kabhi television bhi nhi dekha tha. iske bawjud wah kafi samose bech leta tha. uski bikri mai lagatar badotri hoti gyi. uske aur jyada aalo karidne suru kiya, sath hi phele wale chule se badiya aur bda chula khrid liya. uska wyapar lagatar bad rha tha, tabhi hal hi mai college se B.A ki degree hasil kar chuka uska beta pita ka hath btane kai liye chla aya.
      uske baad ek ajibogrib gatna hui. bete ne us aadmi se pucha, "pitaji kya aapko malum hai ki humlog ek badi mandi ka sikhar banne wale hai?" pita ne jawab diya, "nhi, lekin mujhe uske bare mai btao. bete ne kha-"antrastriye paristhitiya badi gambhir hai. gahrelu halat aur bhi kharab hai. hme aane wale bure halat ka samna karne kai liye tayyar ho jna cahiya". us aadmi ne socha uska beta college ja chuka hai, akbar pdta hai aur radio sunta hai,isliye uski ray ko halke dang se nhi lena cahiye. dusre din usne aalo ki kahrid kam kar di, aur apna signboard niche utar diya. uska josh khtam ho chuka tha. jald hi usi dukan pe aani wali tadad ghatne lgi aur uski bekri teji se girne lgi. pita ne apme bete se kha, " tum sahi kah rhe the. hum log mandi kai door se gujar rhe haimbmuje kushi hai tumhne waqt se phele sanket kar diya. 

          is kahani se hme yeh sikh milti hai?

  1. hum aapni soch kai mutabik, khud ko atamsantush karni wali bawishwani kar dete hai.
  2. kayi bar hum budhimata ko aacha faisla manne ki galti bhibkar batthe hai.
  3. ek aadmi jyada bhudiman hone kai bawjud galat faisla kar skta hai.
  4. aapna salahkar sawdhani se chuniye, lekin amal apne faisle par kariye.

Aasha karta hu aapko ye story "Education Does Not Mean Good Judgement"
Pasand ayi hogi. Agar aapko pasand ayi to neeche comment karke bataye aur apne friends kai sath bhi share kare.

Thankyou for visiting.

No comments:

Post a Comment

Total Pageviews