WhatsApp par message seen wala icon kaise hide kare?
WhatsApp to har koi istamal kar raha hai is nein kuch isee bhi setting hoti haein jo har kisee ko pata nahi hot..
Jise tarah ap sab jante hein ki WhatsApp par jab ap kisee friend ko message send karte hein jab who ap ka message read karta hai to message ki last mein right side par √√ is tarah ka 2 tick nazar ate hein blue colour mein.
Is ka matlab ye hota hain kye os ny ap ka message read kar liya hai to isse tarah ap ko bhi bahot se message aate rahenge WhatsApp par.aur jab ap message read karty hein to ap kye friend ko √√ wala icon show hota hai agar ap os ko reply nahe karty phir who ap say naraz ho jata hai phir message read kia aur jawab nahi diya.
To agar ap chahte hein mujhy jo bhi message kare aur mein os ko read karoon. To friend ko √√ wala icon show na ho to nechye wali setting karlo

WhatsApp open kar lo aur phir uper options mein ': 3 dots par click karein.
Phir setting par click karein.
Phir account par click karein.
Phir privacy par click karein.
Ab neche (read receipts) par √ ka nishan hoga os ko khatam karein.
Ab koi bhi message read karein gye ap kye friend ko √√ icon ka opposition show nahi ho ga.
Post aur page ko like aur share zaroor karein.
only Q mobile par
No comments:
Post a Comment