Friends Ke WhatsApp Account Se Khud Ko Kaise Unblock Kare - iTMasterSupport.Tk

Welcome To iTMasterSupport ! In This Website You Will Know About All Latest Update Tips And Tricks About Facebook, Computer, Mobile, Web, Android, Food, ...

All Type Of Tips And Tricks

Saturday 17 March 2018

Friends Ke WhatsApp Account Se Khud Ko Kaise Unblock Kare





Friends Ke WhatsApp Account Se Khud Ko Kaise Unblock Kare in Hindi


Agar Apko kisi ne WhatsApp se block kar diya hai. Aur Aap khud ko uske whatsApp se unblock hona chahte ho. To pareshan hone ki jarurat nahi hai kyuki is post me apko pata chal jayega ki aap uske Whatsapp se khud ko unblock kare sakte ho. [how to unblock whatsapp number in Hindi]
WhatsApp se Khud Ko Unblock Kaise Kare







You know kabhi kabhi aisa hota hai ki whatsapp par hamari kisi friends ya GF ??se Ladai ho jati hai ya koi misunderstanding ki wajah se hame block kar deti hai. Baat ko clear karne ka mauka bhi nahi dete hain. Aur wo hame apne whatsapp se block kar dete hain. Waise bhi girls hi jyada block karti hain. Agar apke sath bhi aisa hua hai to aap ye simple trick ko follow karke. Apne aapko uske whatsaap account se unblock kar sakte hai.

Kisi Ke Bhi WhatsApp se Khud Ko Unblock Kaise Kare

First of all apko ye pata lagana hai ki kya sach me hi apko block kiya gaya hai-
  1. Agar apke friends ki profile pic, last seen aur status nahi dikh raha to samjho apko block kar diya hai.
  2. Agar apne whatsapp par us friend ko message kiya aur sirf tick dikh raha hai. to iska matlab hai message send ho gaya hai. Lekin deliver nahi hua hai. Iska matlab apko block kar diya gaya hai.
To chaliye jante hain friends ke whatsapp se apne number ko unblock kaise kare-

Unblock WhatsApp Number in 3 Easy steps:

Step 1. Sabse pahle apko apne whatsApp account ko delete karna hai. WhatsApp account delete karne ke liye Settings>>Account>>Delete my Account par click kijiye. Uske baad last me apna number enter karke �delete my account� par click karke. Apna account delete kar dijiye.
delete whatsapp account





Step 2. Ab apne mobile phone se whatsapp ko uninstall kar dijiye. Aur apne phone ko restart kijiye.
Step 3. Phone restart karne ke baad apne phone me play store se new whatsapp Install karke. Apne same number se account create kar lijiye.
 Note:  Account create karte time apse backup ke liye option ayega jise apko skip kar dena hai. Kyuki agar aapne backup liya to apne aap ko unblock nahi kar paoge.
Now This Tricks is not Working ??
Now apko jisne block kiya tha aap unke whatsaap se khud ko unblock kar chuke ho. Ab aap unko message send karke misunderstanding ko door kar sakte ho.
I hope ye simple aur easy si trick apko pasand ayegi. If yes to social media par share kijiyega.

No comments:

Post a Comment

Total Pageviews