HOW TO VIDEO RECORDING WITH YOUR VOICE AND SCREEN SHOT SOFTWARE WITH SERIAL KEY IN PC & LAPTOP - iTMasterSupport.Tk

Welcome To iTMasterSupport ! In This Website You Will Know About All Latest Update Tips And Tricks About Facebook, Computer, Mobile, Web, Android, Food, ...

All Type Of Tips And Tricks

Sunday 23 April 2017

HOW TO VIDEO RECORDING WITH YOUR VOICE AND SCREEN SHOT SOFTWARE WITH SERIAL KEY IN PC & LAPTOP

Hii Friend's Ager Ap Apne pc Yaa Laptop Ma Video Banana Chahtey Han Or Wo Bhi Is Trhan k Sath Me Apki Awaaz Bhi Record Ho To Is Post Ko Read Karteen Rahen..


Jasa ke Apko Maloom hai K Internet paar Is Waqt bohat Sey Software Hain Jo Video Bnaney Ke liye Use Kiye Jaate Hain Lekin ek Baat Bata wear K on Software Ko Use Karna Bohat Hi Mushkil Hai Or Unka Size bhi Bohat Ziyada Hai lekin Aj Jo Ma Software Ap K liye Laya Hon Os Ka Size Sirf or Sirf 7 MB Hai Lekin Wo Use Karney Ma bhi Bohat Aasaan hai or Dekhnee Me Bhi Bohat Acha Hai or wo HD Main Bhi Video Ko Record Kar Sakta Hai Is Main Ap Ke Pass Choice Hoongi k Ap Voice Ko Record Karna chahte hain ya nahii Music Background Main Lagana Chahtey Haan ya nahii Ap ek Dafa Use Kar K zaroor Dekhen Apko bohat Acha Lage Ga''

Ye Software Information Technology Ki Video Tutorial Banane k liye Bohat mofeed hai..

Software Ko Download Karne k liye Is Link Par    CLICK HERE

Is Ko Use Karne Ka Bohat Hi Asaan Tariqa Hai Jaisa Ke Neechey Picture Main Deekhaya gaya Hai Follow Karen.. ,,


Ager Ap Video Banana Chahte hain To Jo Uper picture Main Video Ka Option Hai Us Par Click karne K baad Is Trhan ki Window open Ho Gi



 Record standard Click karne k baad Apki Video Bananaa Shoro Ho Jaae Gii..

Or, on the other hand Jab Ap Ne Video Ko Pause Karna ho Ya Os Ko Save Karna Ho To Apne Keyboard Se Ctrl + F11 Press karen..


No comments:

Post a Comment

Total Pageviews