Aap Log To Facebook Use Kar Rahe Ho.Mager Aap Me Se Bahut Se Log Aise Honge.Jo Apna Account Personal Use Karna Chahte hai.Aur Wo Sirf Apne Family Ke Leye Apna Account Use Karte Hai.Mager Facebook Par Our Log Bhi Usko Disturb Karenge.Q Ki Usne Apne Account Par Privacy Nahe Lagaye Hoge.
Ager Ap Bhi In Logo mein Se Hai.Aur Chahte Hai.Ki Mujhe Koi Bhi Add Na Kare.Aur Na Follow Kareen.Aur Na Koi Message Kare.
To Aap Neeche Privacy Lagaye.
- Add Friend Ko Hide Kare.
Ager Aap Chahte Hai.Ki Apko Koi Bhi Friend Request Send Na Kare.To Facebook Open Kare.
Aur Phir Setting Main Jaye.
Aur Phir Privacy Mian Jaye.
Waha Par Likha Hoga..
"Who Can Send You Friend Request "
Us Par Click Kar Ki "Companions Of Friends" Select Karo.
Phir Apko Koi Bhi Shakhs Friend Request Send Nahe Karega.
Follow Button Hide Kareeen.
Ager Ap Chahte Hai. Ki Mujhe Koi Bhi Follow Na Kare. To Aap Facebook Setting Me Jaye.
Aur Phir Waha "Take after" Par Click Kare.
Aur Phir Us Ma "Companions" Select Kare.Phir Apko Koi Bhi Follow Nahe Karega.
Message Button Hide Kare.,,
Ager Ap Chahte Hai. Ki Mujhe Koi Bhi Message Na Kare.To Ap Apna Date Of Birthday 18 Saal Sey Kam Kare.Yani 2000 Tak Rakhe.Phir Apkey Account Se Automatic Message Button Hide Ho Jayega. Aur Apko Koi Bhi Message Nahe Kar Sakega.
ok
No comments:
Post a Comment